free video calling kaise kare jaane Hindi me puri jankari

Hello dosto  aaj mai aapko bataunga ki video calling kaise karate hai. To Dosto Aap ye to Jante hi hoge ki  aaj ke yug me internet hamare liye itnaa jaroori hai ki  aaj kal internet ke bina koi kaam nahi hota hai. internet ke network hamare ek doosare se jure hote hai. Aapne dekha hoga. ki bahut se log hai. jo video calling karte hai. chahe vo kahi bhi hote hai. aur ve ek doosre ka chehara bhi dekh lete hai. ho sakta hai. ki aapne bhi video calling ke bare me socha ho. per aap Video calling kar nahi pa rahe hai. kyuki ho sakta hai. ki aapko koi na koi kahi per problem aa gayi ho. ayr ye bhi ho sakta hai. ki aap video calling ka app dhood rahe ho. aur vo app aapko pata nahi hai. per aaj mai aapko video calling ki full tarah se jankari dunga jisase aap simple tarike ke sath me video calling kar sakte hai.

< Video Calling Kaise Karte hai.  Jo tarike mai aapko video calling karne ke bare me bata raha hoo. ye bahut simple hai. aur iske liye aapko koi bhi jyada chijo ki jarurat nahi hai. aur aap bahut simple tarike  ke sath me video calling kar sakte hai. Video calling ko karne ke liye bahut se app available hai. jaise skype aur bhi bahut tarah ke per yaha per mai aapko kuchh simple tarika hi bataunga. Bus aapko video calling karne ke liye hamare bataye Gaye step Ko fellow karna hai. aur aap video calling karna jan jayege.

Video calling ke liye kya jaroori hai. Jaise ki maine aapko bataya hai. ki video calling karne ke liye. aapko kuchh bhi jyada chijo ki jarurat nahi hai. per agar aap video calling karenge. to aapko thori bahut chijo ki to jarurat paregi. hi.       video calling ke liye android mobile jissme saamne ka camera ho  fast 3G network ab aap Video Calling ko kar sakte hai. agar aapke paas itni sabhi chije hai. to ab aap tayar hai.                                    

Step.1.  Sabse pahle aap apne mobile ke playstore me jaye usme search me imo  dale imo  software aa jayenga uske baad aap usko download kar le                                                      

 Step.2  jab Aapka App Download ho jaayenga  uske baad vo instaall ho jaayenga.    

 Step.3 Uske  baad aap usko open kare open karane ke baad.                                                        

Step.4  Usme mobile number magega aap usme mobile number daal de jab aap usme mobile number daale ge  uske baad aapke mobile per ek verification number massage aayega agar jis sim ka number aapne daala hai vo sim aapke mobile me hai to apne aap vefication ho jaayenga agar usme nahi padi hai to aap us code ko daal de.
 Uske baad aap video calling kariye Jo contact aapke mobile me save hoge aap unhi se video  calling kar sakte hai eske liye aap apne contact badhaye to dosto ab aap video calling karana seekh gaye hoge hamari post aapko kaisi lagi hame comment kare. agar aapko koi problem aa rahi ho to aap hame comment kare our aapko hamari ye post achhi lagi ho to aap hame comment karake bataye  ise aap jyada se jyada logo tak share kare taaki doosre log bhi video calling kar sake. 

No comments

Powered by Blogger.