Comuter per essay Nibandh Janiye Hindi Me Many best jankari
aaj mai aapko bataunga computer ke bare me gyan computer per essay batata hooaur mai aapko computer ki jankari baad me doonga pahle aap computer per essay jane
ise bhi padhe Facebook Profile Picture Ki jagah Video Kaise Lagaye
<
<
vigat kai varsho se desh me computer ki charcha jor shor se ho rahi hai kyuki aaj computer hamari jindagi ka ek aham hissa ban gaya hai desh ko coputereekrat karane keprayas kiye ja rahe hai kai ddog dhando aur sansathano me computer ke prayog hone lage hai computero ke unmukt aahar desh ke dwara khol diye gaye hai hamare adhikari aur mantry super computer ke liye america aur japan tak ki daur laga rahe hai sarkari pratisthano me computer lagane ki bhari od lagi hai
ise bhi padhe Whatsapp Bina Sim Card Kaise Chalaye VIP american Number Se Many Best Jankari
COMPUTER KYA HAI hamare samajik rajneetik aur aarthik jeevan per chha jane vala computer aakhir hai kya isame jigyasa swabhavik hai vastuta computer ek aisa yantrik mastisk hai jisame vibhinn math sambandh sootro avam tathyo ka sanchalan ka karyakram pahle hi samayojit kar diya jata hai isake aadhar per computer manav sadaiv se apni ganitiya ganana yogyo ke liye apna prayog karata rahta hai is karya ke liye prayog ki jane vali machino me abekas pahla sadhan hai aaj to anek prakar ke jatil yntra bana liye gaye hai jo bahut jatil gananao ka parikalan apne aap kar lete hai in sabse sarvadhik teevra sudhh avam sabse upyogi ganana karane vala yantra computer hai

ISE BHI PADHE Computer Laptop Ke 50 Shortcut Jo Bhachaye Aapka Time
Smart Phone Kar Sakta Hai Ye 2 Kaam jo Aapne Kabhi Try Nahi Kiya
Andriod Mobile Ki Pattern Ko Kaise Unlock Kare Hard Reset Karake
Charls Bebes pahle vyakti the jinhne gyaravi satabdi ke aarambh me pahla computer banaya tha yah computer lambi gananaye kar unke parinamo ko mudrit kar deta tha
Computer swayam hi ganana karake jin jatil se jatil samasyao ka hal minato aur secando me nikal sakta hai unhi samasyao ko hal karane ke liye manusya ko kai din tak yaha tak ki mahino lag sakte hai computer se ki jane vali gananao se aaj viswa ko vises roop se aaram mili hai in nirdesho aur soochanao ko computer ka program kaha jata hai yadi computer se prapt hone vale shabd asudhh hai to iska tatprya yah hai ki program me kahi na kahi truti rah gayi hai isame yantra ka koi dos nahi hai
computer ka kendriya ang apne sare kaam do ango se karata hai ya sanketo ko ganiteeya bhasa me hi karata hai achharo ya sanketo ko machini bhasa me badla ja sakta hai is tarah ab sabdo ya patho ko yaha tak ki puri filo ko bhi computer ke smrati bhandar me bhi surachhit rakha ja sakta hai aur is sanchit samagri ko aavasyakata anusar chhapa bhi ja sakta hai
Computer Aur Uske Upayog

1.Banking ke chhetra me bhartiya banko ke khato me sanchalit aur hisab kitab rakhne ke liye computer ka prayog aarambh kiya gaya hai kai rastriyakrat banko me chumbakiya sankhyao vali check book bhi nirdharit ki gayi hai yurop ke kai desho me is prakaar ki vyavasthae ki gayi hai ki ghar ke nygy computer ke banko me computero ke sath jodakar len den ka vyavahar kiya ja sakta hai
2.Prakashan Ke Chhetra Me samachar patra aur pustako ke prakashan ke chhtra me aaj kal computer visesh yogya de rahe hai ab computer ke madhyam se chhapane vali samagri ko tankit kar computer ke parde par dekha ja sakta hai aur usme sansodhan bhi kiya ja sakta hai electronic computer tej raftar me samagri ko palat jhapatate hi mudrit kar deti hai
3.Soochana Aur Samachar Presan Ke Chhetra Me aaj doorsanchar ki drasti se computer chhetra me bahut badi bhumika nibha rahe hai ab computer desh ke madhyam se hi nahi viswa ke lagbhag sabhi nagar ek doosare se jud gaye hai
4.Disgining ke chhetra me praya yeh samjha jata hai ki computer achharo aur anko ko bhi prakat kar sakte hai aadhunik computer ke madhyam se bhavano, motar, gadhiyo,havai jahaj aadi ke disgine tayar karane me computer grafik ke vyapak upyog ho rahe hai vashtushilpi apna disgine computer ke apne screen par tayar karate hai aur sath me lage printer se iski print bhi prapt kar lete hai
5.Kala Ke Chhetra Me computer ab kalakar athava chitrakar ki bhumika bhi nibha rahe hai ab kalakar ko na to kanvas ki aavasyakata hai na rang ki aur na braso ki computer ke samane batha kalakar apne niyojit program ke anusar screen per chitra banata hai aur yaha chitra print ki kunji dabate hi printer dwara kagaj per apne unhi vastavik rango ke sath print ho jata hai
6.Vagyanik Anusandhan Ke Chhetra Me computero ke madhyamo se vagyanik anusandhan ka swaroop bhi badalata ja raha hai antarichh vigyan ke chhetra me computer ne kranti utpann kar di hai inake madhyamo se antarichh ke vyapak sabd chitra utare ja rahe hai in chitra ke vislesan computero ke madhyam se ho rahe aadhunik vedashalao ke liye to computer sarvadhik upyog ho rahe hai
to aapne jo padha hai vo aapko hamari ye post pasand aayi ho to please hame comment kare Inhe Bhi Padhe Whatsapp Facebook Per Chat Karane Vali Ki Location Kaise Pata Kare
< Whatsapp Facebook Twitter Ke Aalawa Bhi Hai Kuchh Social Network Jinko Shayad Aap Nahi Jante
1 miss call se jane apne account Ka balance

Post a Comment