Free me domain buy kaise kare Hindi me Jaane puri jaankari

Hello my best friend aaj ki post me mai aapko bataunga ki kaise ham apni website y blog ke liye free domain le sakte hai. aap apni website ke liye free domain le sakte hai. aur usme apka ek bhi rupaye ka charge nahi hota hai. to dosto aap free website bana to lete honge. aur uski disgine bhi kar chuke hoge. aur usper kuchh traffic bhi aane lagi hogi per ab aapko domain ki jarurat padegi. aur kuchh log free me domain lena chahate hai. free me domain lene ke 2 reason ho sakte hai. ek to kuchh logo ke paas rupaye nahi hote hai. to kuchh log sochte hai. ki mai pahle free me domain le lu. kuchh income karne ke baad me mai apna better domain le lunga. to aaj aap janege. ki kaise ham. free me domain le sakte hai.
Free me domain jo bloggr lena chahata hai. uske man me 2 question hote hai. aur hame ye bhi pata hai. ki vo vyakti hamse comment me vo question bhi puchhega. isliye vo mai aapko yahi per bata deta hoo. jisase usko vo question ka answer hamari website per hi mil jaye. 
Adsense Approved Hoga. Kuchh blogger ke man me ye question hota hai. ki agar ham free me domain lege. to hamara adsense approved hoga. yes mai aapse kahta hoo. ki aapka adsense approved hoga. 
Traffic To Nahi Kam Hogi.  Kuchh blogger sochte hai. ki free ke domain se hamari website ki traffic to nahi kam hogi. to mai aapse kahta hoo. ki aapke blog ki traffic kya aapke blog per kisi bhi prakar ka koi farak nahi padhega. aur sath me is vale domain se aapke blog per traffic badhegi.But is vale domain se yahi farak padta hai. ki ye domain sabhi country me nahi available hai.
Free me domain kaise le  Ab mai aapko batane ja raha hoo ki kaise ham free me domain buy kar sakte hai. free me domain lena koi hard kaam nahi hai. bahut hi simple hai. 5 minute bhi bahut hai free me domain lene ke liye.
Step.1 Free me domain lene ke liye aapko ek offical website per jana hai. us website ka naam hai. Freenom.com aap yaha per click karke direct us website per ja sakte hai. 

Step.2 ab aapko Vaha per finf my domain likha hua dikhayi dega. usme aap apna jo domain lena chahe usme bhar de. Domain bharte samay space mat de. itna aap dhyan rakhe. Aur check avalibility per click kar de. 
Step.3 Ab aapka jo domain hai. vo agar kisi ne liya hoga.pahle se hi. to not available bata dega. Aur agar available hoga. to aa jayega. 

Step.4 ab aap jo bhi lena chahe vo le sakte hai. isme bahut se domain aayege. jaise .tk, .ml mai aapse kahta hoo. ki aap .tk hi le maine bhi .tk hi liya hai. aap .tk per click kar de. get domain per

Step.5 ab jaise hi aap domain per click karenge vaise hi ek page khulega. usme aap checkout per click kar de.

Step.6 Ab aapko apni puri information dalna hai. ab aap usme puri information dal de. jo aapko pata ho. jo bhi na pata ho aise hi chhor de. ab aap tick kar de. aur complete order per click kar de. jaise hi isper click kar dege. to aapa domain mil chuka hoga.

To Dosto maine aapko ye jankari di hai. ye jankari kaisi lagi. agar aapko ye jankari achhi lagi ho to aap  hame comment kare. aur mai aapko apni doosri post me bataunga ki kaise free domain ko blog me set karte hai.agar aapko kisi bhi tarah ki koiu problem aati hai. to aap hame comment kare. ye hamare mobile number per call kare. mera mobile number ooper hai.

No comments

Powered by Blogger.