Google Chrome Ke Top 5 important Trick Jo Aapko Pata Hone Chahiye Jaruri hai.

Hii My Best friends aaj mai aapko google chrome ke bare me full tarike ki jankari ke sath aapko uski kuchh aisi trick bhi bataunga jo aap nahi jante hoge. agar aap un trick ko jante hoge to unka prayog sahi tarike se nahi kar pate hoge per google chrome ek bahut hi important app hai jisase ham bahut kuchh kar sakte hai    ye jo google chrome ki kuchh interesting tips mai aapko batane ja raha hoo ye aapke bahut kaam aa sakti hai isliye mai aapse ye kahta hoo ki aap inko ek baar samajh le.


                                 Smart Phone Kar Sakta Hai Ye 2 Kaam Jo Aap Nahi Jante Hai
Google Chrome Kya Hai  google chrome ek aisa browser hai jo internet chalane ke liye banaya gaya hai kyuki google chrome sabse achha browser hai internet chalane ke liye google chrome se pahle internet chalane ke liye opera browser sabse achha tha aur pahle usi browser ko log sabse jyada use karate the lekin jabse google chrome market me aaya hai tabse opera browser ki popularity gir gayi hai aur aaj google chrome sabse jyada use kiya ja raha hai aur aaj google chrome ke user 80% hai to opera browser ke user 30% hi rah gaye hai google chrome sirf Window ka hi nahi hai bulki aaj vo sabhi version me available hai jo mai aapko batata hoo Chrome window, linux, andriod, mac os, available hai aur ye browser 2010 me launch hua tha tabse iske user bahut jyada ho gaye hai aur aaj ye sabse jyada popular browser hai 

Google Chrome Browser Ko Kisne Banaya Tha. google chrome browser ko 2008 me release kiya gaya tha ise banane vale sirf ek log nahi bulki bahut se log hai aaj mai aapko unke bare me batata hoo. Jeff nelson invented chrome book Former invented chrome book inka chrome browser banane me sabse jyada yogdan raha hai Jeff Nelson ke alaea anonymous Sunder pn an Hajaro Members ne milkar google chrome ko develop kiya hai.

Google Chrome Ke Top 5 Interesting Trick.
Google chrome ke Andar itne sare trick chhipe hue hai ham sabke bare me nahi jante hai aaj mai aapko unke bare me bata raha hoo jinko agar aap jan gaye to aap un trick se aapko bahut help mil sakti hai aur vo trick aapko janana bhi jaruri hai kyuki chrome me kuchh aise bhi shortcut hai jinse ham kam ssamaye me jyada kaam le sakte hai. 

1. Easy And Fast Calculation.  ye trick bahut kam log jante hai ki google chrome me colculator ki tarah bhi use kar sakte hai iske liye aapko jyada kuchh karane ki jarurat nahi hai sirf aapko usme 50meters to fit likhna hai aur search karaana hai aur phir aap dekhege ki chrome calculater open ho jayega isme aap bahut kuchh kar sakte hai jaise area, Data transfer Rate, Energy, Digital storage etc bahut kuchh kar sakte hai chrome calculator use karane ki sabse achhi baat ye hai ki aap isme bahut hi jaldi samaye me fast ganana kar sakte hai. 

2. Open Link New Windows  hame kabhi kabhi net use karate samaye ek link ko doosre tab me kholna padata hai to ham kya karate hai ki us link ko copy karake doosre tab me open karate hai lekin isme aap sirf 1 second me ye kar sakte hai iske aapko bas itna karana hai ki jab bhi aapko kisi bhi new tab me link ko kholna ho to aap bur ctrl button ko f=daba karake bus link ko open kar de 

3.Save Browsing   chrome browser me bookmark save karane ke bare me aapko pata hi ho sakta hai lekin kya aap ye jante hai ki chrome browser me personal bookmarking kaise karate hai iske liye aapko side me 3 line arrow per click karana hai aue aapko bookmark open page per click karana hai aap ctrl+shift+d dabakar bhi bookmark open kar sakte hai bookmark open hone ke baad aap usme koi bhi naam de sakte hai 

4.Personal Information Save Rakhe  google chrome ka ek advance aur achha feature ek aur bhi hai jisme aap apni personal information history, apps,extension, setting, auto fill, themes bookmarks, aur bhi bahut kuchh save rakh sakte hai iske liye aap apne hisab se google chhrome me log in karake apne hisab se sink le sakte hai iske liye aap apne chrome browser setting per jaiye aur aap advance option per click kare ab ek popup window khulegi usme aap sync everything select karake  sabhi option safe rakh sake hai 

5.Google Chrome Dictionary  Google chrome dictionary chrome ka ek or secret bahut important secret hai agar aap koi bhi cheej padh rahe hai to aapko agar koi bhi word samajh me nahi aa raha hai to aap us per double click kare phir ek popup window khulegi jisme 3 option hoge sabse pahla option hoga bolne ka agar aap bol kar usko sunana chahate hai to aap usper click kare 
Hi friends maine aapko ye sabhi jankari  di hai agar aapko inme se sabhi point pasand aaye ho to aap hame comment kare ya aapko kisi bhi tarike ki koi bhi problem ho to aap hame comment kare


No comments

Powered by Blogger.